Assalam o alaikum kesy han sb alhamdulillah Allah ka shukr hy Allah sbke kam man barkat aata farmay aameen ya Allah ji Majbur han unki bhi madad farma aameen bohot Acha kam hy apka alhamdulillah hm apke pas aay thy bohot Acha kam hy apka Allah mazeed barkat de aameen summa aameen Allah ki aman Allah hafiz
Alhamdulillah